Free Domain Name Kaise Aur Kaha Se Register Karen
Kaisa lagega jab bilkul muft me wordpress par free website host karne ko mile kaun nahi karna chahega Is post me mai bataa raha hu 100 '/, free me domain aur web hosting khaa se paaye .
Is post ko mai 2 part me baat raha hu ek post me ye articles bahut jyada lamba ho jaayega aur aapko samjhne me bhi thodi problem ho sakti hai ...
Is post ko mai 2 part me baat raha hu ek post me ye articles bahut jyada lamba ho jaayega aur aapko samjhne me bhi thodi problem ho sakti hai ...
Free Domain Kaha Se Le
Sabse pahle FreeNom Webpage par jaaye aur apna domain search kare agar available ho to select kare domain lete samay dhyan rakhna chahiye apka domain aapke website ke liye suitable ho FreeNom.Com par Aapko .TK, .ML, .GA, .CF, .GQ Domain free me mil jaayega ..
Domain select karne ke baad Checkout kare .
Yahaa par 12 month free select kare aur continue kare.
Apna email / gmail enter karke mail verify par click kare .
Apne email / gmail inbox me jaaye aur diye gye link ko follow kare.
Address fill karna hai yaha apna first and last name , company name me apne website ka name dale.
Zip ( postal ) code , country name, state name, phone number, email id dalkar password create kare.
Terms and condition Accept karke order complete karle.
Order number note karke rakh le future me jarurat padega order number ka 2nd step par click karke client area me jaaye
Finely aapne Free domain register kar liya hai ab aapko web hosting register karna hoga website banane ke liye Bahut Se popular web hosting site hai jaha se aap hosting le sakte hain lekin waha par aapko achi khasi kimat deni hogi .
Lekin mai aapke ke liye laya hu ek aisi web hosting site jahaa se aap lifetime ke liye free me webhosting register kar sakte hain ...
Free Web Hosting Register Karne Ke Liye Yaha Par Click Kare
Ummid hai ye jankari aapko pasand aaya ho domain register karne me koi problem aaye to aap hamse puch sakte hain ..
Is article ko like , comment aur apne dosto ke saath share jarur karen aur hamare blog ko bhi subscribe karen ......

GOOGLE SEARCH CONSOLE KYA HAI
BLOG KO GOOGLE SEARCH CONSOLE ME KAISE ADD KARE
BLOG KI BASIC SETTING KYA HAI
APNE BLOG ME LOGO KAISE LAGAYE
BLOG KO GOOGLE SEARCH CONSOLE ME KAISE ADD KARE
BLOG KI BASIC SETTING KYA HAI
APNE BLOG ME LOGO KAISE LAGAYE
How To Register Free Domain For Blogger
Reviewed by Digital Bane
on
Sunday, September 02, 2018
Rating:

No comments: