~Blogger Me Social Share Button Kaise Install Kare~
Blogger me social share button jaise whatsapp, facebook, twitter, line etc . kaise install kare social share button blog ya website ke important hai jisase kisi bhi post ko social site par aasani se share kiya ja sakta hai .
Add This Site Par Jaye
Sabse pahle Add This Site Par Jaye aur ek account bana le sign up karke .
sign up karne baad pahle Get The Code par click karke code copy kar le
Agle step me blogger pe jaye logging karke Theme par click kare phir HTML edit kare
Code Paste Kare
Jo theme edit kiyo ho usme kahi par bhi click karke keyboard se " ctrl+f " press kare aur </body> search bar me paste karke </body> dhude.
Iske baad jo code add this dashboard se copy kiye ho use yahaa thik </body> ke upar paste kar le code paste karne ke baad wapas add this dashboard pe aa jaye...
Tools Activate Kare
Tools par click kare phir website tools par iske baad add new tools par click karke tools setup kare..
Agar follows button add Karna ho to follow button pe click Kare Nahi to share button add Karne ke liye share button par click kare...
Tools type select kare yaha bahut type ke tools hai floating, inline, expanding, popup inme se jo aapko suitable lage usko aap select kare agar sirf image share ke liye share button add karna ho to image sharing ko select kare aur continue par click kare....
Selected by you par click karna hai aur social services ko add karna hai yahaa par add more services par click karke jo aapki choice hai use add kaele jaise facebook , whatsapp, messenger ye sab bahut hi aasan step hai phir bhi agar koi problum aati ho to mujhse jarur pujhe comment ya Email ke jariye......
How To Add Social Sharing In Blogger
Reviewed by Digital Bane
on
Thursday, August 30, 2018
Rating:

No comments: