What Is Google Search Console

Google Search Console Kya Hai



Google search console ke baare me to suna hi hoga is post me ham dekhenge google search console kya hai aur iske feature kya hai .
Sabse pahle to ham ye jan lete hai google search console kya hai 

Google search console google ka Non Charge( free)webtool 
product hai .Pahle ham iska name google webmaster tools tha jo 20 may 2015 ko google search console me badal diya gya ..


Features Kya Hai Iske 



  • Sitemap add aur test kar sakte hai aur ye janane me sahayta karta hai ki sitemap me koi error to nahi hai.
  • Crawl rate check aur set kar sakte hai aur googleboat se se site ke statistics dekh sakte hai .
  • Robot.txt wright aur test kar sakte hai.
  • Property add aur remove kar sakte hai .
  • Page aur post ko index kar sakte hai .
  • crawl error aur search analytics dekh sakte hai .
  • Mobile usability  error dekh sakte hai .


  
What Is Google Search Console What Is Google Search Console Reviewed by Digital Bane on Thursday, September 06, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.