How To Add Blog To Google Search Console


Google Search Console Me Blog Kaise Add Kare



Blogger par Blog banane ke baad Blog ko google search console me Add karna bahut important hota hai SEO aur Trafic  ke liye . Blog / Website Ke liye Traffic bahut important hota hai. ye traffic tabhi milega jab aapka har ek post index hoga .
Post index hone ke aapko search engine se traffic milna shuru ho jaayega iske liye google ne ek tools banaya hai Google Search Console ( Google Webmaster Tools ) aur ye bilkul muft service hai isase ham apna post index aur jyada optimized kar sakte hai..


Google Search Console Kya Hai




Sabse pahle hum yeh  jaan lete hai ki google search console kya hai isse kya hota  Google search console Google  ka hi  product hai jo bilkul free hai .
Ise pahle Google Webmaster ke name se jaante the lekin May 2015 me iska name badal kar Google Search Console kar diya gya .
Google serach console ke baare me niche basic jankari de raha hu...

Search Analytics ➦
Google search console popular analytics tools me se ek hai jo bilkul muft hai jisse traffic , click , impression , kaun se country se aur kis device se kitna traffic mil raha hai sab yaha par dekh sakte hai..




HTML Improvements ➦
Isase aapke blog ka HTML SERP  improvedment  hota hai agar SEO se related koi error hota hai to wo uski pehchan karta hai jaise duplicate META TAG , incomplete META TAG etc.





Sitemaps & Robots.txt Tester ➦

Site map google search console me add karna hota hai XML sitemap search engine jaise google, yahoo, bing etc ko aapke blog , website ko samjhane me sahayta karta hai

Robots.txt ek text  file hai jo search console ko instruct karta hai kya crowl krna hai aur kya nahi.



Google Search Console Account Banaye



Google Search Console Webpage par jaaye diye huwe link ko follow karke .





Gmail Id aur password se logging kare....



Property Add Kare




Ad property par click kare click karne ke bad ek popup windows khulega usme apne blog / website ka URL dal kar continue kare..


Property Verify Kare







Property add karne ke baad aapko apne property ( Blog / Website ) ko verify karna hota hai .
Property verify karne ke liye  4  methode hai ap inme se koi bhi 1 methode jo aapko easy lage  uske upyog kar sakte hai. mai is post me  HTML TAG methode ke baare me bata raha hu .
Apne blog dashboard par jaa kar theme par click karke HTML edit kare..





Apne template me <head> khojna hai iske liye keyboard se ctrl +f press kare search bar open hone ke baad usme <head> likh kar search karle jaisa image me dikhaya gaya hai .
<head> ke thik niche HTML TAG code ko  paste karke template ko save kar de ..

HTML TAG code kuch aisa hoga .
lekin dhyan rahe is code ka use nahi karna hai ye maine yaha par sirf reference ke liye dala hai...







Finely aapne HTML TAG apne blog me add kar liya hai ab verify par click karke verify kare ...





Yahaa aap dekh sakte hai aapne Ownership verify kar liya hai .
Is process ko apply karne se pahle apne blogger template ka backup(download) jarur karle agar koi problum ya koi error aa raha hai to mujhse puche .....
How To Add Blog To Google Search Console How To Add Blog To Google Search Console Reviewed by Digital Bane on Thursday, September 06, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.