How To Upload Logo In Google Blog ~ Blog Free 4u

~How To Upload Logo In Google Blog~




Google blogger me apna logo kaise install kare blog ya website ke liye logo bahut hi important hota hai . 
Blog ya website ke pehchan ke liya aur achcha look ke logo upload karna bahut jaruri hai blog me  logo upload karna koi bahut hi mushkil kaam nahi hai kuch aasan steps me logo upload kar sakte hain .

~Apne Blog Ke Settings Me Jaaye~


Blog me logo upload karne ke liye Blogger par ja kar logging karna hoga apne user id aur password se logging ho jane ke baad .
  • setting me jaaye 
  • layout par jaye 
  • header edit karen

~Logo Upload Kare~


Blog header edit hone baad yahaa kuch jaruri baato ka dhyan rakhna hoga sabse pahle 
  • Blog title dale jo aapke blog ka title hai
  • iske baad yaha par blog description ( meta tag ) dalna hoga jisase related blog \ site hai
  • Logo choose kare apne file folder se jaha par logo save kar ke rakhe ho
  • Instead of title and description ko tick karna hai
  • Last me save kar le .
Save karne se pahle dhyan rahe description likhna na bhule kyu ki description ( meta tag ) google search ya other search engine me aapke blog ko laane ke liye bahut jaruri hota hai .
Koi dikkat ya paresani hone par hamse contact kare ya comment ke jariye puche .
Post ko like , share aur social media par hame follow karen .......


How To Upload Logo In Google Blog ~ Blog Free 4u How To Upload Logo In Google Blog ~ Blog Free 4u Reviewed by Digital Bane on Tuesday, September 04, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.