How To Block Ad Blocker In Blogger



Anti Adblock Script For Blogger




Blogger me anti ad block script kaise lagaye sabse pahle ad blocker kya hota ye jaan lete hai ad blocker ek application , browser extension hota hai jo aapke blog ya site pe jo add chal raha hota hai use block kar deta agar aap apne blog, website par google adsense ya others advertisement agency ka add chalaa rahe hai to aap ka income kam ho jaata hai 

isase bachne ke liye aapko apne blog , website par anti ad blocker script lagana chahiye Is script ko blog par lagaane se koi ad blocker aapke site ka add block nahi kar paayega  aur aapka jo revenu kam huwa hai wo bhi badh jaayega ye ko muskil kam nahi hai bahut asan se steps ko follow karke script ko lagaa sakte hain..

Niche diya huwa code copy kare.



Code Source -- BlockAdBlock.Com




Blogger dashboard par jaaye aur HTML/ Java script  gadget add kare.







Jo code copy kiye use HTML / java script gadget me paste karke save kar le phir save arrangement par click kar ke anti ad blocker script save kar le.
Lekin yaha par ek chij ka dhyan rakhna hai anti ad blocker script apply karne se pahle apne blog template ka backup / download kar le iss process ko apply karne me koi problem aaye to comment ya email kar ke jarur puche....
How To Block Ad Blocker In Blogger How To Block Ad Blocker In Blogger Reviewed by Digital Bane on Friday, August 31, 2018 Rating: 5

No comments:

Powered by Blogger.